Re: The Hi/Bye Thread
wow, good to know that, jab tashreef laa rahi hein aap Pakistan ?? ![]()
wese aapko 1-2 months pehle aajana chahiyeey tha, ab to garmiyan start ho gai hein :hinna:
lekin dekha jaye to acha hai, inhi dono me sair sapatay ka maza aata hai, aapke pas behtareen moqa hai apne Hubby ke sath ghumne phirne ka ![]()