**
are bhai, u ko bulaayaa to thaa…poore GS ko bulaayaa thaa aur saaraa GS aayaa thaa…kia lavish shaadii thii…par ruKhsatii ke time merii aanKh khul gai :(**
han vo kal last day tha…ab me kii “aaNkh khul gaii”…Khowaab-e-Ghaflat se jaag uThaa haha
haN abhii se na Daraao plz…shaadii ho jaane do phir Daraanaa
**
are itnii door jaa kar dekhne kii kia zaroorat hai…mujhe dekh len maiN to 40 maar KhaaN huN hahaha**
aaj pakistan se ek adad kambal aya hai kisi ke saath…us main se pakistan ki khusboo arahi hai jise soongh soongh ke mera dil khush ho raha hai aur udaas bhi.