Re: y r u HAPPY today???
haN na…tabhii to maiN ne kisii ke liye yeh likhaa thaa:**
Khush huN maiN k Khush hai tu, dunyaa terii aabaad hai
kia kahuuN? kaise kahuuN? dunyaa merii barbaad hai!****
kisii kii aabaadii ke baa’is is barbaadii meN bhii ek Khushii hai**