the happy people thread

Re: y r u HAPPY today???

itnaa Ghalat kaam kiyaa us ne? ab tum aisa karo use hii khaa jaao vo bhii kachchhaa…haN, lemon Daal lenaa :smiley: zaraa Theek se chabaanaa uskii haDDiyaaN :cb: kahiiN gale meN na aTak jaaye :smiley: