The GS flooding lifecycle

Re: The GS flooding lifecycle

^^ zaalim insaan?

Arey khuda ka khauf karo.... ek to ghosht rubber ki tarah phir zaalim bhi us becharay ko keh rahi ho...

us becharay kay to daantuN ka surma ban gya chaba chaba kay...