The glory of Sindh

Re: The glory of Sindh

mere bhai afsos karne ki zaroorat nahin. Jo Sindh se hain unhe bhi konsa patta hai :wink:

Kal hi Amir Liaquat ke show main jab sawal poocha gaya ke ‘Moen jo Daro kahan hai?’ to jawab aaya ‘Thatta main’ :smack: