Re: The Gang War in Cafe`
thori see Pronunciation main problem hai
but i am still learning ![]()
Re: The Gang War in Cafe`
thori see Pronunciation main problem hai
but i am still learning ![]()
Re: The Gang War in Cafe`
hehehe .. yeah bilo gang would be nice ..
..
Re: The Gang War in Cafe`
Apun LURKANAY ki baat karta hay… Tum… LiTanay and LaTkanay ko bolta hay… ![]()
Wesay.. Aapas ki setting mar letay haiN… Apun .. LaTkana… LiTana and BiThana Sab ko… aik ich baat maan ke… Ussay LURKANAY kehtay haiN ![]()
Ab Bol… Kiss ko luRkanay ka hay… ![]()
Re: The Gang War in Cafe`
stop giving ideas ![]()
Re: The Gang War in Cafe`
lol
khush rahoo bachhoo ![]()
kuch dair kay liyaay purani yadain taaza ho gaien
long ago - cafe main issi tarhaa ki halki phulki nook jhoonk chalti rehti thee
kuch zindagi ka maza ataa thaa :k:
Re: The Gang War in Cafe`
Muhtaram o Buzurgawar… Haidar Uncle… Ab aap atay naheeN na CAFE maiN tou Bechay Cafe walay Kiss ko Dekh ke HansaiN
![]()
Hum tou haiN but.. aap ki baat hi aur hay ![]()
Re: The Gang War in Cafe`
pata nahi kya bol dala.. sub uper say guzar gaya
![]()
bhai apni kishi ko nahi larkhanay kaa.. abhi wait karnay ka.. jaisay he apun bolay … phir bitha kar latka kar .. lurkha denay ka ![]()
Re: The Gang War in Cafe`
James Bhai::)
we still have missing members :) like ATA, Lajawab, DT, Rani................ and so many others... :)
Re: The Gang War in Cafe`
why
.. jealous .. huh ..
..
James bahii sigh .. yes .. miss those old days ..
..
Re: The Gang War in Cafe`
main sub say purana guppy hoon
abhi is thread main
hayeeeeeeeeeee ![]()
Re: The Gang War in Cafe`
beTay maiN july 2000 say hooN yahaaN:p don’t look at registration date with this name:snooty:
Re: The Gang War in Cafe`
OKie… Apun barobar Samajh gaya… Teri Baat Apun ke bheejay maiN utar gayi… ![]()
But… Tum bhi Apun ki Baat apnay Bheejay maiN utar Daloo huN… Suparai Apun ko di hay tou… LuRkanay ka kaam bhi Apun ich karega… Apun Intijaaz karnay ko chala… ![]()
Re: The Gang War in Cafe`
Oldest Guppy Gang :D
Re: The Gang War in Cafe`
shabbo main tumhain jab say jaanta hoon
jab tum chaddi pehn kay GS pay atay thay ![]()
I dont mean Golden Scorpion ![]()
Re: The Gang War in Cafe`
you wish ..
..
Re: The Gang War in Cafe`
or main march 2000 say…
app meray baad aaye thay.. yaad aaya
phir in GS waloon nay GS kay aik saal he Khaa liya
2000 say 2001 ho gaya
btw why i know u r talkin abt ur other nick ![]()
Re: The Gang War in Cafe`
![]()
Re: The Gang War in Cafe`
koi baat nain bachi.. tum bhi purani ho rahi ho..
U WISH ![]()
Re: The Gang War in Cafe`
AQ tum nay lateefay ka sattiyaa naas kar diyaa ![]()
Re: The Gang War in Cafe`
Chaddi Pehn kar agar GS ke paas ata tha tou… You can Mean Golden Scorpion as well… Hum ko Bhala kia Aitraz ho sakta hay ![]()