Re: The ELDEST and the YOUNGEST (by the ages)
Haan aaj say 200 saal pehlay to larki waalay DOB k chakkar main parhtay bhi nahi thay, bass kisi nay bata dia kay 300 miles kay aik gaooN main larkay nay 8 jamaa’t pass karli to bass waheen aankh band kay k ‘haan’ kardaitay thay…
1857… X2 … saying… un ko kooch nai pata, wo uss waqt bohat chotay thay :-p
Ji haan bachpan say hamain teer andaazi, ghur sawaari aur kushti ka shoq tha, bass isi shoq ko anjaam dainay k liay aik choti si jang karwadi thi … ![]()