Re: The born leader , the only hope
to Zardari ab Altaf jaisa ho gaya hay kia? ![]()
Allah na karay ke mai Bilawal ki tarah baatayn karnay lagoon, Allah ne jo achha khasa zehen diya hay woh zaya kar doon? Bilawal ek tota (parrot) hay jo ratee rataai baatayn karna jaanta hay. agar lalachi/dacoo baap ki aulad na hota to apnay naam ke aagay Bhutto laga ke bheek na maangta.