Re: The born leader , the only hope
had e adab
Fatima Bhuto k barey mein zahr afshani mat key jay (jasos such much ghusey mein)
mein nay jang mein aik dafa is ka column parh ke email key thi to is ney reply bhi kia tha angraizi mein ![]()
aor aik dafa sindh k aik gaon mein is sey aor is key aman je sey mulaqat hoi thi koi NGO type key cheez hey un key shayad, mein ney zindgi mein igni gori chiti larki nahin daikhi
english urdu mila ker bol rahi thi mein ney bataya mein Punjab sey aaya hon to kafi khush hoi mein ney bhi Thank u aor welcome wali angraizi boli thi ![]()