Re: The born leader , the only hope
bhai sb.. sobai hakomat ka kaam sarkian saaf karna nahi hai.. iss kaam kay liye muqami govt ko ikhtayar dena zaroori hia…
Maazi main jab muqami hakomat (local govt) ko ikhtiyar diya giya to unhon nay sabit kiya… iss baaat ka gawah poora shehar hia…