Re: THanks Gizzy
Aur kia kahta k apney narm-o-nazuk hairless haathon sey bana raha hoon?
Aur yakhni bananey k liye pahley meney murghon ka gala dabaya, phir unka gosht nikala aur phir yakhni banaayi. Kuch murgiyon ko shoot karna para kyon k woh ziada hi uchal kood rahi theen ![]()