-- Thank You AQ for...

Re: – Thank You AQ for…

I won’t tell anyone :fatee:
bus akhbaar mein khabar lagwaa daitay hain :devil:

------ is here :nuch:

Re: – Thank You AQ for…

**heehee:smilestar: main haath sey maartee hoon…woh bhi aaraam sey…
aur phir :smilestar: sey hi toh GS ke raonaq hai
**
**

**
u shouldn’t know in the 1st place…:smilestar:

Re: – Thank You AQ for…

aap ki khopri par bhi bass parhnay hi waala hay ab :smiley:

Re: – Thank You AQ for…

**esi choti moti khataien vadde vadde logoon se hoti rehti hain tension laine ka nai :smiley: **

***akhbaaar mai lagwane ki kaya zaroorat hay JAB GEO wale hain ***
**

Re: – Thank You AQ for…

ahem… hath kay hathoray say GS ki ronaqain hain :smiley:

Daikh lain, kitni jaldi pehchaan lia, maanti hain aap :-p

Re: – Thank You AQ for…

CB…buss ho gaya…:smilestar:

Re: – Thank You AQ for…

parR gaya :teary2:

yea kia hai pari jee, aatay hi nokri shuru kar di :smack:
zaraa 2-4 din araam farmaa laiti

Re: -- Thank You AQ for...

lol, nai yar tension wo bhi aaj kal kay baloongron say, jinaab hamain yahan 10 saal hochukay, bohat kuch daikha hay, uss waqt yeh log to diapers pehantay thay... :-D

Re: – Thank You AQ for…

what is that galti, i didn’t get it

Re: – Thank You AQ for…

GEO ki bhi kia zaroorat hai jub Innocent pai hain :mocking:

Re: – Thank You AQ for…

lol

:smilestar:
kyon pehchaana:(

Re: – Thank You AQ for…

lolz @ Daipers lagta hay aap ko ab yaqeeenan warning milay gi :smiley:

main to aik shareef sa bacha hon :naraz:

Re: – Thank You AQ for…

Itni dli khushi howi hay mujhay ab :-DDD
dil garden garden hogaya :blush:

Imranz,
sach kehnay ki saza sirf warning hi hosakti hay yahan :wink:

Pari,
pehlay batana tha na k nai pechanna :-p ab kia karoon? bhool jaoon ? :smiley:

Re: -- Thank You AQ for...

*sach farmaya aap ne *

Re: – Thank You AQ for…

hahahaha itnay jokes na maara karo :sunnyboy:

mohallay ki Be-Jamaalo :whistling:

Re: – Thank You AQ for…

main ne kab mara hay joke :naraz:

Re: – Thank You AQ for…

**

arey…baaqi logoon ko kaisey bhoolnay ko kahoon…:smilestar:
aapka to bhoolna na bhoolna chalta hai:wink:**

Re: – Thank You AQ for…

:smash: :smash:

hammaiN bhee pehchanwaao :snooty: :mocking:

Re: -- Thank You AQ for...

Acha balongron and buzurgoN main bass yoon gaya aik mint k liay, aur abhi aaya kuch ghanton baad... till then keep smiling... and smiling...
Allah hafiz :-)

Re: – Thank You AQ for…

:smash: