-- Thank You AQ for...

Re: – Thank You AQ for…

:omg:
lag raha hai. aisa ooncha kaam aap hi kar saktay hain

2 Likes

Re: – Thank You AQ for…

aur tumhain her giz nahi poochoon gi ::mocking: khaane ko baqi sab ko poochoon gi

Re: – Thank You AQ for…

BARAY Lougoon k ley

chai

Re: – Thank You AQ for…

bare bare logo ke chotay chotay kaam :phati:

Re: – Thank You AQ for…

mere taref zara numaiyan lafzoon main kia kerain ..kabhi kabhi jo hotee hay

ps >Thankyouverymuch : )

Re: – Thank You AQ for…

table kaY neechaY saY jhaaNk kar dekhing :stuck_out_tongue:

aap phir late ho gayeeN :silly:

:rotfl::omg:

Re: – Thank You AQ for…

had ho gayee mere ley thread kholna itna bhi shermnak kam nahi tha naraz

Re: – Thank You AQ for…

jee uss ka lock honaY saY tay yehi feel ho raha hai :teary1:

Re: – Thank You AQ for…

her mashoor shaksiyat LOCK hotee hay ..samjha kerain

Re: – Thank You AQ for…

Ajee hum tu minaar pe charh ke aapki tareef dankey ki chot per karna chahtey hian, magar dar lagta hia aap hamain andar na karwa dain.. :bummer: aapki pohanch ju bohat ooper tak hai :frowning:

Re: – Thank You AQ for…

ajee… kuch tau thaa uss maiN kaY paaband-e-salaasal huaa :omg:

Re: – Thank You AQ for…

mere pohnach bohat opper hay ?
aray wah …pehlay kion nahi bataya ..main ainveen der der k zindge guzaar rahe thee smack

mera khiyal hay SUB KUCH hee tha chai

Re: -- Thank You AQ for...

^ jee app ka khiyaal ghalat hay ..shukriya

Re: – Thank You AQ for…

:faizy: kiyaa kiyaa milaa?

Re: -- Thank You AQ for...

AQ^ virus alert warning chai

Re: -- Thank You AQ for...

our nahi tu kia ...jinki pohanch ooper tak ho unkey blog main bhi dar dar kr comment karna parta hai ...kia pata kis bat per jawab talbi ho jaye :(

Re: -- Thank You AQ for...

bhai i know him very well .. hamaray paroose hotay hain .baray hee muhazab insan hain ..jub jub cheeni mangnay jatay her dafa poora daba la daytay
app khamkha ghaltfehmi ka shikar hain

Re: – Thank You AQ for…

app ki batoon say kabhi kabhi HAYA bilkul khatam ho jatee hay …is ley aisay iqdaam kernay pertay hain

Re: – Thank You AQ for…

:blush:

Dekheye thori be-hayaye ka izhaar na guzeer ho jata hai jawani main.

Iskey bagher ghar waley shaadi ke barey main sanjeedgi se nahi sochtey :wink:

Re: -- Thank You AQ for...

what vulgarity? quit being such a whiner, AQ.