Re: -- Thank You AQ for...
ahem janaba.
janaab, aap kaY liye naheeN thaa.. uss jumlaY maiN Haazreen-e-Mehfil maqsood thaY aur jub jamaa kaa seegha aik majmaY kaY liye istemaal ho tau uss kaa asloob intehaai taur par muzakkaraana ho jaataa hai; yehi ilm-e-lisaaniyaat kaa usool hai..