tere namaz

Re: tere namaz

bilkul saHeeH kahaa…namaaz ne agar kisii ko buraaii se na rok paaye to is meN qusoor namaaz kaa nahiiN bal k us shaKhs kii hai jo ise be-dili aur be-ma’nii andaaz meN az reh-e-'aadat paRhtaa hai…

sajda kunaan rah gaye magar un meN rooH-e-sajdan na rahii!!! :frowning: