tere khateer

Re: tere khateer

tu ne kaha to humne yeh bhi gavara kiya hum ne
jeete hui thi jo baaze voh har dee hum ne
ab aur kiya lo ge mere mohabbat ka imtehaaan
zindgi k har kHushi tuj p jo vaar deee

Boht achay!!