tere bina

Re: tere bina

tere bina kaheen nahi lagay maan mera
raat ka mehka duhan kho gaya janay kahan
tere bina kaheen nahi lagay maan mera

yeah chahatoon ka saman piyaar karnay ki rut ho rahee hai jawan
tu jo nahi sathiya dil tooth kay roo diya
main bhala kya kahoon ankh jhalkee hai keyon

bikhara huay rang hain, jhoom lay ajj jin kay yahan sang hai
jenay say jee bhar gaya, jany tu kya kar gaya
neened aatee nahi jaan jatee nahi

tere bina kaheen nahi lagay maan mera