*TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu*

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

ism b musamma hayn g, koi ata hey na pata hey laikin kuch n kuch sunati rahti hayn :)

ap ne kabhi info lainay ki koshish he nahi ki :bummer:

weekend bz tha na :teary2: call kar k bataiey ghi is week end pe na ro meli bachi …kuch tareef main bol he daina tha :bummer:

hay Allah ap b tu kitnay sweet sweet hai :slight_smile:

so tu hai per ap ne kabhi koshish ki bata karnay ki

thanku thanku koi zaida baat nahi karta koyal se :bummer;

ap sunay ka moqa dain na :D

1,2,3 and get set , shuru ho jaein aap :)

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

Koyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaal :blush:

Aur Kiya kahoo’n :hmmm:

:bummer: bus kuch b nahi hia koyal k leay kahnay ko

Yeh Lo Poori Ghazal :~)

http://www.paklinks.com/gs/shora-e-gupshup/294474-aankhain.html

thanks but KOyal ki ankhiN tu choti choti hoti :stuck_out_tongue:

Wahan Choti Barri ka Zikar Naheen … Bas Hain Tou Qatil Na :blush:

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

meyn ne ek qetal kerwana he eyes send deyn :hehe:

Lakin Uska Nazraana send do pahlay :smiley:

Kinni Burii Baat Hai Qatal Karwana:)


Supaari Mang Rahay hou PK:)

Haan … shahi Supari :wink:

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

next shumaisa

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

Shumaisa.. a unique name at least for me (as i had never heard that name before)..

'GS ki Noor Jahan'.. a title awarded by bheegi n MM.. :D

Shumaisa is a very nice girl with a very friendly attitude.. mind nahi kerti kuch bhi..

have a sweetest voice jesa k shared songs se akhaz kia ja sakta hai..

a very patriotic girl as well as very creative.. parhaaku bhi.. :)

umm.. bus itna he janta hoon :@:

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

:rolleyes: ap ne voice kahaN suni

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

:ASA:

poora sentence parhain aap Koyal jee :p

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

hmmmm shummi........shams ki trah roshan hy........naz

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

.. koi hai kaheen to sada karay..