Awww Parveen shakir, my fav ,
Anwaar thanks ![]()
lolz
bolay tu Cauliflower? ya phir shab se milti julti ‘‘raat ki raani’’…
Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu
Hamara reply bhool gaeen, sab ko kia :ASA:
excuse ME ![]()
Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu
raat ki rani to achi hai haan cauliflower per muncho ko warning day hi deni chahiyay :P
Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu
awww cauli flower bechari ne kia bigara hey, wo bhi aik phool hay us k kuch jazbat hotay :(
muncho kia khyal hai phir ap ka sehra inhi pholooN say na tayar kerwa liya jay
:CareBear:
^
![]()
Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu
helo frnds
next guest heyn Bheegiyaad
Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu
Khaana Pakana Kapray Makeup Nakhray Bas Yehi Aata Hai Zehan Mein :p
Khaana Pakana Kapray Makeup Nakhray Bas Yehi Aata Hai Zehan Mein :p
zehen apna apna :p
saath main potatoes n tomatoes bhee honay chahiyaan to add colors lachay-daar payaz aur garlic-ginger bhee ho saath main and above all desi ghayoo ka tarka, lo tayar hua muncho miyan ka sahra ![]()
Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu
Bheegiyaad se aik gana zayhun mai aata hay"
bhooli hue yaado, humai itna na sataoo
chain se rahnay do, mairay paas na aaoo
mai jub bhi bheegz ko dekhti ho meray hath mai itch shoro hojati ha .. dil karta hai
jaldi say is kay sir par ek jhapar laga dou :D
Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu
^
u ka metleb he epne ser per ![]()
Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu
bheegiyaad..
nick parho to lagta hai koi aatif aslam aur uss k songs ka buhat bara fan hai..
baat karo to lagta hai terrorist hai koi jo kisi bhi lamhay apne gangster frnd (MM) k sath halla bol dega..
the only person i am afraid of in GS ![]()
magar if U are frnd of hers.. to she is a person who is so caring n will confront anyone who is bothering U.. very sweet in nature..
agerchay zada baat nahi hui meri Bheegi se.. magar magar i feel she is a person with a akhrote like brittle and hard sturcture on the surface but very soft in core of heart..
she has attitude blended with care n concern.. ![]()
PS: Allah mujhe maaf kerna ager kaheen jhoot moot koi baat boli ho ![]()
Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu
itni khoob soort hirni hy k....suoch suoch kr ye sher zehn men aayaa...
,,ae ghzaalaa tery andaaz men wehshat kion hay??
teri in jheel si aankhon men nadaamat kion hay??
bheegy huy sheron men lataafat kion hay......? ,,
![]()
i dont know k yeh sab q hai ![]()
hath mein itch nahi hotee asal mein aapko woh waqt yaad aa jata hai jab aisa hi kuch meinny kiya tha with u ![]()
muskaan nay theek farmaya ![]()
g haan mera talluq talliban k group say hai ![]()
![]()