*TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu*

ab meiN kya kahooN aap ney jo kaha hey theek hi kaha ho ga :-p

naik, saadat mand thanku ji Allah mujhey aesa hi banaaey aameen
hmm ji aap ney theek kaha AQ ki fan hooN, lekin Amal ki bhi kaafi poetry design kar chuki hooN :slight_smile: