*TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu*

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

Sheal se forun khayal ata 'sheeloo' ka, kaha jata hay k ibrani zuban ka lafz hey jis ka mutbul 'shair' yani k 'lion' hota hey.
khana pakana mein maharut rukhtee hain aur inki marghoob ghiza 'dhanya' hey. doston k sahray bananay mai koi bhee mushwara filfor daitee hain.