Tehreek-e-Insaaf Lovers!!

Re: Tehreek-e-Insaaf Lovers!!

:teary2: My bad :frowning:

LOL! Aap mujhay bataden PA main baaqi jo threads open hain, unke kiya kiya fawaeed hain!! km az km main nain PA main aakay sabko hansnay ka jawaz to diya… verna ya to yahan sab larr rahay hotay hain, ya Tanziya Hans rahay hotay hain!! :chai: