
From today i am cafe kai bachoon ki class teacher:@:tum loog sara din partai nahi aur fazool ki cafe mai phirtai rehtai hoo:bailan:
chaloo shabash saab time pai class mai aa kai baitoo aur sawal poochoo,jawab bhi tum loog khud doo gai as i believe students apna damagh istamaal karain tou zaida achaa hai unn kai liyai:hehe:
Chaloo sarai aaooo tum loogon ki class lun mai:smilestar: