tea party...

Re: tea party…

chalegaa magar mushkil to yeh hai k Khayaali laRkii waale aa rahe haiN to unko mere Khayaal se Khayaali pulaao khilaanaa chaahiye! :cb:

kiuN jii? kia aap bhii laRke waale bulaanaa chaahtii haiN? :stuck_out_tongue: