Taswaf~Faqeeri

Re: Taswaf~Faqeeri

Salaam

ISHQ kaunsay iman ka hissa hai zara explain karain,
yeah lafz na Quran e kareem main kaheen milta hai na hi sunnat e nabawi al shareef main.

aap hi zara wazahat kar deejiyay k imaan k jo saath (60) say ziyada sho'bay Rasool e kareem SAW nay bayan farmayay hain unn main say kaunsa number ISHQ ka hai,

thanx in advance