Re: TasveereiN bolti heiN — 3
waah, yeh to naii pic baRii hii zabardast hai…to, lijiye ek she’r is par bhii chaspaan kar detaa huN bhale hii be-tukaa ho…![]()
kahuuN kis se maiN k kia hai, shab-e-Gham burii balaa hai
mujhe kia buraa thaa marnaa agar ek baar hota