Re: tassavvur tera
band sheeshoon kay paray daikh, dareechoon kay idhar sabz paiRroon pay, ghhani shaaKhoon pay, phoolon pay wahan kesay chupchaap barasta hay musalsal paani
kitni aawaazain hain, ye log hain, baaten hain magar zehan kay peechhe kisi aur hi sat-ha pay kaheen jaisay chupchaap barasta hai tasavvur tera
Beautiful sharing Ace :)