Re: tariqlkhan, General Forum and Shaitaan - An analytical research on the subject
5abi machli forum kay hazoor-e-admin ka ehteraam karo! sharam nahi aatee itni bari shaksiat ka mazaak ura rahe ho. Tumhe pata hai wassi shah ko jab apni ghazal mai lafz na milaiN to sab say pehlay Ainaq Qureshi saahab ko phone kartay haiN.