Tariq and Hin33's Movie production

Re: Tariq and Hin33's Movie production

yani dil kehta hay Pakora khao aur dimagh kehta hay Samosa ? :s
ktini mushkil hoti hogi na iftaar karnay main

bachon ko moonh bhi dikhaana hay mohallay main ham nay mohtarma, aisa role dain jis main mera bootha bhi dikhai day... Dakoo ka role karoonga, I have rifle, I will bring horse and beard ... and I will bring lunch for you all, no need to pay for that