Tariq and Hin33's Movie production

Re: Tariq and Hin33's Movie production

wow good huqqa bhi aagaya, paan bhi hay, ... lekin chutttta hoga ? main laana bhool gaya... 100 ka khulla daina zara :$

q ? hero and heroin ghngroo khud nai pehan saktay kia :-p

shareef barish ? Babra Shareef ? iss barish main geelay nai hotay kia : -p

haan kitta khandaani tha, dil chahta hay khandaan waheen basa loon :'-p