Tamaataar Guppy Meet :D

Re: Tamaataar Guppy Meet :smiley:

Mashallah, dosi itni parwan charh gayi hai k ab online aaney ka schedule bhi pata hai dono ko aik doosrey ka :naraz: Waisay shaadi room mein kia hota hai, mujhe bhi bataaein na :blush: