Re: Talking Pictures…
Restored attachments:
Re: Talking Pictures…
main bat maar maar kar ser khoul doon ga, yah jangla bus kahan ja rahi hay ![]()
jee bilkul main aap kay leader key tarah tameez daar aur shaista naheen ![]()
waisay maira leader NS naheen ho sakta hay, kissi ko support karna aur baat aur leader manana dosri baat hay
Shayad key tairay dil main utar jay mairi baat …waisay mushkil he hay ![]()
Re: Talking Pictures…
aik to main iss key Main say tang aa gia hoon :frusty:
main nay world cup jitwaya (jaisay baqi loog to ghass kaat rahay thay ) aur unhoon nay kuch hisa naheen dala :barbie:
main nay shaukat khanma banaya (logoo key zakat aur atiat say naheen iss key main say bana)
aur aab main 17 saal lara ( kiss say bivi say
)
Re: Talking Pictures…
mehnat kar, sad na ![]()
Re: Talking Pictures…
main nay container say chlaang lagi ![]()
iss par aik sms
agar Altaf Bhai Imran Unkul
key jagah
girtay to kia hota ?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Thippa kha kar wapus aa jatay
![]()
Re: Talking Pictures...
boht hi thaka huwa sms tha. iss se ziada hansi to Altaf Bhai ki taqreer sun kar aati hai
Re: Talking Pictures…
Thakay hoye logoon par thakkay hoye he sms aatay hain ![]()
First Lady walla sms karoon ![]()
Re: Talking Pictures…
:omg: kheton main khana puhnchane ke liye aur gaaa gane ke liye…
sunn wanjhli di mithi mithi taan we… waise uss heroine ka naam bhi Firdos tha
Re: Talking Pictures…
karo
Re: Talking Pictures…
![]()
wah kia yaad dila dia itni mooti firdous ![]()
Re: Talking Pictures…
kisi haal main khush nahin ho tum log. Deer main khawateen ko election day pe parda karwaya uss pe bhi aitraz aur iss fashion show pe bhi aitraaaz.
Main kehRe paase jawaan, main manji kithe pawan :pullhair:
Re: Talking Pictures…
Mujh par burger bachoon ka asar ho gia hoon jo Jangla Bus ko bura kahtay hain aur Dengue bukhar ko bhi ![]()
Re: Talking Pictures…
acha bhai main tareef kar raha hoon
chalo chalo poondi chowk
![]()
Restored attachments:
Re: Talking Pictures…
ghareeb ka bacha ilaj na hone ki waja se totla ho gaya. PaRhne ko parne likha hai :crying: