Re: Talking Pictures/funny memes
MangooBaaz jesi websites are nothing more than selling news like sham ka do rupay wala akhbar… ager source kay mayar mangoobaaz… raddipaper, aur parhlo jesi website rah jain gi to debate karnya ka koi faida nahi…
Nouman ka Maazi main achia tarah janata hon…uskay arabic work iss door main jitna acha hai uski misal mojuoda zamany nahi mil sakti… uski thark ko alag rakh kar ager kucha acha miljye to iss main koi burai nahi…
rahi baat mahira ki… actress say jo expect karna chiaye woh woh kar rahi hia… islam na to nouman ki tharak say kam hosakta hai… na mahira ki kamar say pakistan par anch aaskti hia…
merq moaqat hameesha say yehi rha hia.. Paksitan ki izzat ko ager kisi nay tar tar kiya hia… to woh askari ashrafia hai…