Talking Pictures/funny memes

Re: Talking Pictures/funny memes

Mahira Khan… actress hai… scene ki deman kay mutabiq kapry pehnna… ya phir new york ki garmi main chotay kapry phanna uska haq hia…

Nouman Ali Khan koi mazhabi leader nahi hia… na hi Islam ki izzat uss sya wabista hai..woh sirf aik arabi ka ustad hai… jistarah mahira ki kamar say Pakistan ki izzat nahi dob sakti … ussi tarah noman ki tharak say Islam ko koi anch nahi asakti hai…