Re: Talking Pictures/funny memes
PMLN , PPP, MQM ka vote bank hai.. log vote dalty hain inko…
ager itna hhi bara leader hota to APML kamyab nahi hojati… iskay jalsay main 10 log nahi aatay hian…
mazrat kay saath.. Imran Khan ko phir log ghans dal detay hian.. mager Musharraf ki oqat wesi bhi nahi hia…