Re: Talking Pictures/funny memes
kuch nah honey sey kuch hona bahtar hey :cobra:
waisey sach sach bato kabhi Lahore mein local transport mein safr kia hey ?
Kabhi metro mein safr kia ? ya phir traffic mein phnsey ?
aiven mein kisi achey kam k peechey nahin par jana chahiye :sunnyboy:
mujhey in logon key syasat sey kuch ikhtalafat hein lekin mein infrastruchur aor local transport mein bahtari ka hamisha sath don ga keonkeh mujhey aor mujh jaisey gharebon ko us mein safr karna parta hey
#jasos_infrastrukchur_ka_hami](http://www.paklinks.com/gs/usertag.php?do=list&action=hash&hash=jasos_infrastrukchur_ka_hami)
#jasos_sasti_transport_k_haq_mein](http://www.paklinks.com/gs/usertag.php?do=list&action=hash&hash=jasos_sasti_transport_k_haq_mein)