Talking Pictures/funny memes

Re: Talking Pictures…

T-u-Q aur IK ne itne maare k bechaara ganjaa ho gayaa…:rotfl:

ab sailaab ke ba’d London jaayeNge aur sar pe khaad Dalvaa kar naye baaloN kii naii crop ugvaa kar lauTeNge…aapkii jeb se millions nikal jaayenge. :smiley: