Talking Pictures/funny memes

Re: Talking Pictures…

Pakistan meN TimaaTar Rs. 200 kilo hai aur India meN Pyaaz Rs. 200 kilo hai…to. aisaa kiuN nahiiN karte k India Pakistan ko TimaaTar maare aur Pakistan pyaaz chheel chheel kar India bheje aur Indians ko Khoob rulaaye! :cb:

donoN kaa masalah Hal ho jaayegaa! :smiley: