Talashy Gumshuda

Re: Talashy Gumshuda

bola to its not da 1st time woh pehle bhi aik dafa puray 3 months gayab ho gaye thay nikami bhi nahi aati thin bas jhalak dikhai aur gayab woh bhi subah 4 bajay jab koi hota he nahi tha yahan aik do persons k ilawa akhhir jaatay kahan hain sabh hmmmmmmm khufiya meeting

Re: Talashy Gumshuda

Woh kia kaha hy shair ny **
**Guzar hi jay gi tery baghyr bhi lykin

Buhat Udas:( Buhat byqrar guzry gi

Re: Talashy Gumshuda

Jail tu nahi jaty kahin Wady LOG:faizy:

Re: Talashy Gumshuda

:sheen:

Re: Talashy Gumshuda

toba karain :smiley:

Re: Talashy Gumshuda

:hehe: Darpok Bakri oyyyyyyyyyyyy

Re: Talashy Gumshuda

:no:na na aaisay nahi kehtay (jo kehta hai wohi hota hai :smiley: )

Re: Talashy Gumshuda

december walay aaisay to nahi hotay 4 gnews

Re: Talashy Gumshuda

Aysy hi hoty hain wasy nahi hoty:hehe:

Re: Talashy Gumshuda

Ham darty nahi tu bakri bhi nahi:smiley:

Re: Talashy Gumshuda

Hahahah rehne dijiye :):D

Re: Talashy Gumshuda

Yeh kia bla hy:confused: GO 2GO C U later Aligeter

Re: Talashy Gumshuda

choriye aur baghair quote kiay kia baat samjha nahi saktin aap toba har jagah quote

Re: Talashy Gumshuda

**Choriyan nahi Tyziyan kaho abhi Edit bhi nahi kia tha ky hamara quote a giya,:smiley: What is safeguard:confused: **

Re: Talashy Gumshuda

Mandrja Bala Saheban kisi ko milin tu Khabar karin shukriya.:waves:

Re: Talashy Gumshuda

Ji mil jaian gay INSHALLAH
but after RAMZAN :smiley:

PS:- edit k peachay kia tha :naraz:

Re: Talashy Gumshuda

Paki bat hy ky Ramzan ky bad:D


Re:PS:- Typo sahih kt hy tumhin fikar kion ho jati hy:confused:

Re: Talashy Gumshuda

kia stamp paper par likh k doon :naraz:

bas aap apna reply change kar daiti hain na is liay :naraz:

Re: Talashy Gumshuda

Nahi kafi hy stamp peper ki zaroorat nahi:fifa:
Chalo ab nahi kron gi kabh kabhi sochti hon khamkhwa kuch logon ko churny katety hain meri tehreer sy:naraz: tu bas mita don takleef dor ho jay gi :cb:

Re: Talashy Gumshuda

no putbaal plz :smilestar:

mujay nahi pata aap stamp paper par likh k dain k aap ab nahi karien ge :naraz: