Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

Yeap I got it.

Chalo ayaz bhai kay saath apun bhi garebi main a jai ga.

Ok Dear I gotta go ...... T C

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

Okay C U,

Wesay Dubai walian bhi Invited hain...

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

hmmmm Dubai walian. abay sedhay say naam lay ker invite kiyon nahi kerta

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

:Dzaroor naiki aur pooch pooch

:cb:aap ghaday par bethay hue ziada achay lage gain

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

ohhh haan Saudi main sab Baddo ghaday per hi tau sawari kertay hain. But kuch ackward nahi lagay ga jab tumheen lainay ghaday per aaon ga. Aur wapsi per tum bhi tau bethi hogi:D .

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

:snooty:nahi yahan koi ghaday ki sawari nahi karta
badoo ke pass bhi apni GMC hain

app mujhe lene aana
main na khan ke bheje hue aeroplane main beth kar chali jaoon gi:snooty:

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

Chalo aadhi tau raazi ho gain. Khair .. … Tum jo keh do chand taroo ko torr laoon ga main…

Tau ye GMC kiya chez hai.

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

:barbie:

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

what

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

:snooty:main ghaday ke saath tumhare uper beth kar nahi aaongi

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

agar tum ney ghaday k saath anay ki koshish ki tau uss ki gadhi tumharay khilaf case ker day gi… samjheen…

GMC is agreed na … tau ab kiya mushkil hai. come on … sharmaoo mat ab

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

Oay kuch final bhi hoa is ghadhay ghoray ki khani ka...

**K335+2 **to phir aa rahi ho na...

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

:halo:khanay main kya hai

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

^wesay to bohat kuch hay
but we will prefer k apna kahan ghar say sath bandh kar leti ana… :cb:

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

:khumar:phir to aap ko khana main chips aur snaacks ke ilawa aur kuch nahi milnay wala

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

abay ye bateen itni jaldi final nahi hoti. Larkiyon ko faisla kernay main kuch time lagta hai.

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

tu kia bana phir :chai:
gumshuda log milay ya abhi bhi gumshuda hi hain…

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

^ nahi milay…

lagta hay daal main kuch kala hay…:hmmm:

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

daal mein kaala nai hai. aap nay saari daal jalaa di hai :hmmm:

Re: Talash-e-Gumshudah (Multipurpose)

Abay dhondnay sey tau khuda bhi mil jata hai. Tau hai hee bara sust…