Re: Tajruba
Yeh sachcha khwab hai kyonon ke jhuta khwab suna nahi chahiye…
uss thread ke baad mujhe mirch uncle khwab me dikhe…hamari mulaqat train me hui unse wida lete waqt maine unse hath mila liya…
hath milane ke baad mujhe khwab me hi afsos hua kahi uncle hath milane ko bhi unhygenic na samajhte ho