![]()
main ne bhi jab novel pharha tha to main bhi yehi chahti thi…novel jis ne bhi pharha hai… woh sab yehi chahtey they k mazahir n mahnoor end main mil jayen… sab ki sympathy mazahir k saath hi thi
but, ab to mahnoor ko pasha k saath hi hona chaiye…
mazahir ne sahi kiya… mahnoor pasha ki mankuha hai… aur usey us k pas chor dena hi behter tha