haan.. yeh bhi theek kaha tum ne
eyes ki bhi baat nahi hai na… selection achi honi chahiye… ab agar koi character beauty mang raha hai .. to phir beauty dikhayen na…
cast select karne se hum se suggestions leni chahiyen ![]()
sarwat gilani us main saiqa nahi hai… saiqa to us ki beti ka character hai.. ab pata nahi saiqa k liye kis ko select kiya hai.. promo main abhi nahi dikhaya