Re: ~~ Tagged - simii ~~
draana jaroori hai bhoot aur wo b kisi young doctor k ![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
draana jaroori hai bhoot aur wo b kisi young doctor k ![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
whats ur fav book except medi and novel :P
Re: ~~ Tagged - simii ~~
apne drawney ook ka kuch to fahida uthaoon gi na ![]()
history ![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
**to phr Allah patients ko tmhary pas aney se bachaye **![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
*agar ap chai drinking aor us main makhi gir gai aur ap kha gain to kia karain gi *
Re: ~~ Tagged - simii ~~
to phir mein ap ka operation kiya karoon gi ![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
saare mareez mere paas a jaein ge ![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
Im not a coward ![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
ye pucho makhi kia kregi phr. ![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
me sab ki chai mein makhi daal doon gi
Re: ~~ Tagged - simii ~~
![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
lekin apko pata hi na chala ap makhi ka gosht kha gai hain ![]()
mujhe leg pieces de dena ![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
me u se operation nae krwae ga, haan post martam kr lena, bhoot ![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
lekin ab to makhi mere pait mein chali gayi wahan se leg pieces kaise nikaal ke doon gi ![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
Post Martum abhi tak nahi seekha hai mene
mein to operation hi karoon gi :![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
ab mujhe u ka operation karna parre ga
you know what mein ne worm ka operation kia usko behosh kar ke uska stomach open kia baad mein soi se si dia ab wo doobara reeng raha hai ![]()
![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
meine to worm and frog ka operation kar ke becharon ko dustbin mein daal diya ![]()
aap mera operation karein gi ![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
MM ko 2sri makhi pakr do ![]()
Re: ~~ Tagged - simii ~~
mere ghar mein makhiyan nahin hain
kahan se pakar ke doooon
Re: ~~ Tagged - simii ~~
Ab aaya ount paharr k neechey ![]()