~*~ Tagged - simii ~*~

Re: ~~ Tagged - simii ~~

(1) sincer thoughts (2) love & care (3) never hurt even inadvertently

dream girl :konfused:
one who keep respect of their family higher

jab lover milega to describe kar doon gi :hehe:

poem LOL

Chunna Munna Do Choozay The

and

Dost Hain Apne Bhai Bhulakkar

i m posting my fav poetry as well:wub:

This Is my most fav one since i was in 9th class. Tab to mujeh poetries samajh mein bhi nahin ati thi :hehe:

Jis Din Se Juda Woh Hum Se Hue
Is Dil Ne Dhadakna Chor Diya

Tha Chaand Ka Moo Bhi Utra Utra
Taaron Ne Chamakna Chor Diya

Woh Sath Humare Rehte The
Phir Rut bhi Bahar A Jati Thi

Ab Laakh Baharein Ayi To Kya
Phoolon Ne Mehakna Chor Diya

**Jab Dua Maangi Hum Ne Khuda Se
Ke Taqdeer Badal De Maalik !

Awaaz Ayi Us Ke Dar Se Bhi
Hum Ne Taqdeer Badalna Chor Diya**

Jis Din Se Juda Woh Hum Se Hue
Is Dil Ne Dhadakna Chor Diya…