Re: ~~ Tagged - Eshal Raza ~~
Aalo wallay
mujhay aik baaar phir Nashta karna hay ![]()
yup i’m najoomi ![]()
Shukar Allah ka koi aik mairay sath ka bhi jiss kay pass cell naheen hay ![]()
BTW tumharay pass cell phone hoga zaroor
keonkah sirf aur sirf mein he hoon jiss kay pass cell phone naheen hay ![]()