Re: ~~ Tagged - blessed2006 ~~
-
not really
-
i love urdu risalay and stories but not into poetry at all.
-
pakistan ki ghareebi aur bure halaat
-
pakistan ki sardiyan. haan kind of jaise pak ki jo garmiyan hoti hain us main bad araam se ac main baithne ko dil karta hai. lekin sachi jo baat hai jab mera uk se pak jana hota hai tou woh garmiyan bhi behad achi lagti hain and i feel like going everywhere.
-
black bohat pasand hai. rang kafi ehmeeyat rakhtey hain. rangon se ronaq bhi asakti hai aur udaasi bhi.
-
khoobsoorat
-
mere liye mushqil hai. i hide my emotions.
-
allhumdolillah pooray paanch waqt ki koshish hoti hai. kabhi kabhar miss bhi ho jati hai like fajar ya kaam pe hoon tou zuhur, asar. but i have become much more regular than before. allhumdolillah.
-
NO bilkul bhi nahi. tum ne mera kya bigara hai.
-
“waqt ki qadar karo. guzra hua waqt wapis nahi ata aur baad main pachtawa hota hai” i wont go in details but all i’ll say is ke maine waqt ki qadar nahi ki aur ab mujhe pachtawa aur mushkilain ho rahi hain.