~*~ Tagged - blessed2006 ~*~

Re: ~~ Tagged - blessed2006 ~~

bas yahan register hona tha is liye dimagh blessed agaya aur 2006 meri joining date hai

star??? maine kabhi note nahi kiya honestly.

“aap in per yakeen kartey ho. IS bhai ke jawab main no2 parh ke laga cancer hai”??? yeh kya question hai???

hahahaha lol jawabon wala novel…i know maine paragraphs likhe hain