Re: Tadfeen
Jagti Ankhon Ke Khuwab, Umeed Ya Umang Ke Hote Hain, Umeedain Toot Jain.. Umang Na Rahe, To Naye Rishtey..Naye Khuwabon Ki Jaga Nahi Rehti…
yun hi umeed dilatay hain zamanay walay
kab palat tay hain bhala chor ke janay walay
tu kabhi dekh jhulastay huay sehra main darakht
kaisay jaltay hain wafaaon ko nibhanay walay
![]()